samvidhan [constitution]
dosto aaj ham constitution ke bare me apse kuch important question share kar rahe hai jo kyi bar exams me pooche gye hai or pooche ja rahe hai
1:- SAMVIDHAN sabha me kitne sadasya the
ans:-3892:-samvidhan sabha ki pehli baithaK hui
ans:-9dec 1946
3:-samvidhan sabha ke aasthayi adhyaksh
ans:-dr.sacchidanand sinha
4:- praroop SAMITI ka gathan hua
ans:-28Aug 1947
5:-samvidhan sabha ki doosri baithak kab hui
ans:-11dec 1946
6;-kis desh ko loktantra ka ghar kaha jata hai
ans;-switzerland
7:-samvidhan banane wala pehla desh
ans:-america
8:-kis desh ka samvidhan aalikhit hai
ans:-england
9:-samvidhan sabha ki doosri baithak me sthayi adhyaksh bane
ans:-dr.rajendra parasad
10:-president banne ki nyuntam aayu
ans:-35
11:-samvidhan sabha ki teesri baithak kab hui
ans:-13dec 1946
12:-samvidhan banane me kul kitna samaye laga
ans:-2 year 11months 18 days
13:-maulik adhikar kitne hai
ans:-6
14:-ek samaan nagrikta ka pravdhan hai
ans:-article 44 me
15:-samvidhan ko kab laagu kiya gaya
ans:-26 jan 1950
16:-hamare national flag me kesariya rang kiska pateek hai
ans:-tyag or balidaan ka
17:-flag me white colour kiska prateek hai
ans:-shanti ka
18:-flag me hara rang kiska prateek hai
ans:-smriddhi ka
19:-hamare national flag me designer kon hai
ans:-pingli vaikya
20:-praroop samiti ke adhyaksh kon hai
ans:-dr. Bheem rao ambedkar
21:-hamare national flag ki lambai or chodai hai
ans:-3:2
22:-Hamare samvidhan me ekhari ya ekal nagrikta kaha se li gyi hai
ans;-british samvidhan se
23:-Neeti nideshak tatva kaha se liye gye hai
ans:-Ireland se
24:-president par mahabhiyog kaha se liya gaya hai
ans:-Americi samvidhan se
25:-samvarti soochi kaha se li gyi hai
ans:-Australiya ke samvidhan se
26:-sangheeya shasan wyawastha kaha se li gyi hai
ans:-Canada se
27:-maulik kartavya kaha se liye gye hai
ans:-roosi samvidhan se
28:-samvidhan me kul kitne bhag hai
ans:-22
29:-samvidhan me kul kitne annuched [artical] hai
ans:-395
30:-samvidhan me kul kitni anusuchi hai
ans:-12
31:-swatantra ka adhikar kis anuched me hai
ans:-19 se 22
32:-shiksha ka adhikar ki anuched me hai
ans:-45
33:-rastrapati ki wyakhya kis anuched me hai
ans:-52
34:-neeti nirdeshak tatv kis anuched me hai
ans:- 36 se 51
35:-bharat ke pratham rashtrapati jo nirdaliye hue
ans:- V.V Giri
Comments