Skip to main content
science ke kuch important questions share kar raha hu jo exmas me pooche ja rahe hai
science [vigyan]
questions jaroor padhe apke exams ke liye bht importat
1:- manav sharir ka sabse bada ang
ans:- twacha
2:-manav sharir ki sabse badi granthi
ans:-liver
3:- master granthi kise kehte hai
ans:- piyush [pitutry]
4:- ghegha rog kis ang ko prabhvit karta hai
ans:- thyriod [gala]
5: ghegha rog kis kami se hota hai
ans:- aayodin
6:- manav sharir ki sabse badi haddi
ans:- fimer
7:-manav sharir ki sabse choti haddi
ans:- stepiz
8:manav sharir ka sabse wyast ang
ans:- heart
9:-manav sharir ka sabse sust ang
ans:- liver
10:-manav sharir ka samaya temprerature hota hai
ans:-98.4F / 37C/ 310K
11:-manav sharir me kitna blood hota hai
ans:-5-6 litere
12:-manav sharir ka ph hota hai
ans:-7.4
13:-red blood corposules [lal rakt kadikao] ka time hota hai
ans:-120 days
14:-red blood corposules [lal rakt kadikao] ka kaam kya hota hai
ans:- oxygen ko blood me pohchana
15:-plateletes ka time hota hai
ans:- 3-7 days
16:-kon sa padarth blood ko jamne nahi deta
ans:-hipperin
17:-blood ka thakka jamne me kitna time lagta hai
ans:- 2-6 minute
18:-plateletes ka kaam hota hai
ans:-blood ka thakka jamana
19:-heamoglobin kisme paya jata hai
ans:- red blood corposules [lal rakt kadikao ] me
20:-blood ke bhandaran [storage] ke liye kya milaya jata hai
ans:- sodium oxylate or sodium siterate
21:-sarwdata group [universal donor group] hota hai
ans:- O group
22:-sarvgrahi group [universal accepter] group hota hai
ans:- AB
23:- rakt samooh ka wargikaran [division] kisne kiya
ans:- karl landstener
24:-samanya blood pressure hota hai
ans:-120/80
25:- blood pressure kisse naapte hai
ans:- sphigmo menometer
26: red blood corpsules [lal rakt kadikao] ka murda ghar kehte hai
ans:- tilli ko
27:- manav ke hridaye [heart] me kitne chamber hote hai
ans:- 4 chamber
28:- or in 4 chamber ka weight khota hai
ans:- 250-300 gram
29:- hridaye [heart] ki dhadkan hoti hai
ans:- 72 per minute
30:- kidney hamare kis ang [system] ka hissa hai
ans:- utsarjan [excreatory]
31:- kidney ki ikayi [unit] hoti hai
ans:- naifon
32:-per minute hridaye [heart] se blood pump hota hai
ans:-5.4 litere
33:- sabse jyada regeneration hot ahai
ans:- liver
34:- manav sharir me kitne kidney or fefde hote hai
ans:- 2 kidney or 2 fefde
35:- BCG ka tika [injection] kis bimari ke liye hota hai
ans:- T.B
36:- BCG ke tike [injection] ki khoj kisne ki
ans:- Urin kalmate
37:- chechak [ chiken pox] ke tike ki khoj kisne ki
ans:- Adverd jenner
38:- vitamin C ki kami se hone wala rog
ans:- scarvi
39:- Lui pascher ne kis rog ki khoj ki
ans:- Ravees
40:-poliyo ke tike ki khoj kisne ki
ans:- john E salk
DOSTO PADHTE RAHIYE MAI YAHA ROJ POST KARTA HU
Comments